Sign Up

Sign Up to University of Ahlulbayt to ask questions, answer people's questions, and connect with other people.

Sign In

Welcome to the University of Ahlulbayt Online Portal. Please log in with your university credentials to access courses, resources, and services. If you don't have an account, click below to sign up.

Forgot Password

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link and will create a new password via email.

You must login to ask a question.

Please briefly explain why you feel this question should be reported.

Please briefly explain why you feel this answer should be reported.

Please briefly explain why you feel this user should be reported.

University Of Ahlulbayt Latest Articles

Miracle Of Imam Hasan (AS)

Miracle Of Imam Hasan (AS)

Muhammad Fattal Nishaapuri Ne Muneesul Hazeen Me Isa Ibn Hasan Se Riwaayat Naql Ki Hai Ke 

Maula Jaafar Saadiq سلام اللہ علیہ Farmaate Hai…Unme Se Kuch Logo Ne (Shaamiyo Ne) Maula Hasan سلام اللہ علیہ Se Muawiya Ki Taraf Se Padne Waali Mushkilaat Par Aapki Bardaasht Ke Baare Me Kaha

Ispar Maula Hasan سلام اللہ علیہ Ne Farmaaya…Koi Maane Waali Baat Karo Agar Me Allah Se Dua Karu To Allah Taa’ala Iraaq Ko Shaam Banaade Or Shaam Ko Iraaq Banaade Or Aurat Ko Mard Banaade Or Mard Ko Aurat Banaade

Ispar Shaami Ne Kaha…Or Ispar Kon Qaadir Hai

To Maula Hasan سلام اللہ علیہ Ne Farmaaya…Yaha Se Uth Kya Tujhe Sharm Nahi Aati Ke Tu Mardo Ke Darmiyaan Baithi Hai

Shaami Ne Khudko Dekha To Usne Khudko Aurat Banaa Paaya

Phir Imaam سلام اللہ علیہ Ne Farmaaya…Or Teri Biwi Mard Ban Chuki Hai Or Wo Tere Paas Aayegi Or Tu Usse Haamila (Pregnant) Hojaayega Or Ek Khwajasara (Eunuch) Ko Paida Karega

Or Phir Wahi Hua Jaisa Imaam سلام اللہ علیہ Ne Farmaaya Tha Par Phir Unn Dono Ne Tauba Ki Or Imaam سلام اللہ علیہ Ke Paas Aaye Lihaaza Imaam سلام اللہ علیہ Ne Dua Ki Or Wo Dono Apni Pehli Jaisi Haalat Me Laut Aaye

Reference – Manaaqibe Aale Abu Taalib By Ibn Shahe Aashoob Arabic Edition Jild No.3 Safa No.175-176

Bihaarul Anwaar By Allama Muhammad Baaqir Majlisi Arabic Edition Jild No.43 Safa No.327

Regards

Sayyed Arsalan Askari Tirmizi

Related Posts

#شہداء

Leave a comment

You must login to add a new comment.

1 Comment